ZEEST KI
Zeest ki raahon ko tere khawab chamkate rahe
Har qadam par ek nai tabeer dikhlaate rahe
Zeest ki raahon ko tere khawab chamkate rahe
Har qadam par ek nai tabeer dikhlaate rahe
Jahan bhi jate hain jaye aman banate hain
Makin basate hain rehne makaan banate hain
Aziz abroo hai apni jaan bachana kya
Jo dushmanon mein ghire hain to bach ke jana kya
Ek an dekhi hui duniya ka soorat gar raha hoon main
Teri yaadon se is ko bhi muattar kar raha hoon main
Main ghani chhaon mein kuch der ko kiya baith gaya
Umar bhar ki jo kamaai thi ganwa baith gaya