YEH MASLA TOH LAGE
Yeh masla to lage hai bahut hi paicheeda
Yeh mashwara hai mera to isay nah haath laga
Yeh masla to lage hai bahut hi paicheeda
Yeh mashwara hai mera to isay nah haath laga
Dil ki baatein sar-e-bazaar nahin kar paaye
Apne gham ka kabhi izhaar nahin kar paaye
Kabhi woh chehra mere dhiaan mein nahin aata
Kabhi woh halqa-e-imkaan mein nahin aata
Mita kar faslon ko darmiyan se
Mila deejay zameen ko aasman se
Har daur-e-ibtila ne yeh dekha hai baar-haa
Sach bolne ki daar hi hoti hai bas saza